Rhyme • LKG
Chand Aa Gaya! 🌙 Cute Hindi Rhymes for Kids | Toffy & Fluffy
Hello pyaare bacho! Aaj aapke cute friends Toffy aur Fluffy lekar aaye hain ek bahut hi pyaari aur mazedaar Hindi kavita "Chand Aa Gaya". Is rhyme mein hum dekhenge kaise chanda mama aasmaan mein taaron ke sath chamak rahe hain aur saare jahaan mein khushiyan aur shanti baant rahe hain. Video ko end tak dekhein aur enjoy karein!